હે કરુણા ના કરનારા

હે કરુણા ના કરનારા, તારી કરુણા નો કોઇ પાર નથી.. (ર)
હે સંકટ ના હરનારા, તારી કરુણા નો કોઇ પાર નથી.. (ર)

મેં પાપો કર્યા છે એવા, હું તો ભુલ્યો તારી સેવા.. (૨)
મારી ભુલો ના ભુલનારા, તારી કરુણા નો કોઇ પાર નથી.. (૨)
હે સંકટ ના હરનારા, તારી કરુણા નો કોઇ પાર નથી

હું અંદર માં થઇ રાજી, ખેલ્યોં છું અવળી બાજી..(૨)
અવળી – સવળી કરનારા, તારી કરુણા નો કોઇ પાર નથી.. (૨)
હે સંકટ ના હરનારા, તારી કરુણા નો કોઇ પાર નથી

હે પરમ-ક્રુપાલુ હાલા, મેં પીધા વિષ નાં પ્યલા..(૨)
વિષ ને અમૃત કરનારા, તારી કરુણા નો કોઇ પાર નથી.. (૨)
હે સંકટ ના હરનારા, તારી કરુણા નો કોઇ પાર નથી

કદી છોરુ – ક્છોરુ થયે, તુ તો મહાવીર કેહવાયે..(૨)
મીટ્ઠી છાયા દેનારા, તારી કરુણા નો કોઇ પાર નથી.. (૨)
હે સંકટ ના હરનારા, તારી કરુણા નો કોઇ પાર નથી

મને જડતો નથી કિનારો, મારો ક્યાંથી આવે આરો..(૨)
મારા સાચા કેવનહારા, તારી કરુણા નો કોઇ પાર નથી.. (૨)
હે સંકટ ના હરનારા, તારી કરુણા નો કોઇ પાર નથી

છે મારુ જીવન ઉદાસી, તું શરને લે અવિનાશી..(૨)
મારા દિલ માં હે રંગારા, તારી કરુણા નો કોઇ પાર નથી.. (૨)
હે સંકટ ના હરનારા, તારી કરુણા નો કોઇ પાર નથી

હે સંકટ ના હરનારા, તારી કરુણા નો કોઇ પાર નથી.. (ર)
હે સંકટ ના હરનારા, તારી કરુણા નો કોઇ પાર નથી

Everybody Loves Sai, Sai Loves Everybody

Everybody loves Sai, Sai loves everybody
Pyar kare sab sai se, sai sabse pyar kare
Everybody loves sai, sai loves everybody
Sairam sairam sairam sairam sairam sairam sai
Sairam sairam sairam sairam shirdi wale sai

Khali jholi bharta sai, karta murade puri sai
Karta murade puri sai, sai loves everybody
Sairam sairam sairam sairam sairam sairam sai
Sairam sairam sairam sairam shirdi wale sai

Iss yug mein sai aaya hai geeta ka vachan nibhaya hai
Geeta ka vachan nibhaya hai, everybody loves sai sai loves everybody
Sairam sairam sairam sairam sairam sairam sai
Pyar kare sab sai se, sai sabse pyar kare

Ek hai sai kitne pujari, iss sai par yug balihari
Iss sai par yug balihari, everybody loves sai sai loves everybody
Sairam sairam sairam sairam sairam sairam sai
Pyar kare sab sai se, sai sabse pyar kare

Radhe Radhe Man Bole

Radhe Radhe Man Bole, Man Mein Amrit Ras Ghole (2)
Tu Hi Meri Aradhana, Prem Mayi Hai Tu Sadhana (2)
Tu Jo Ghoonghat Pat Khole, Man Mein Amrit Ras Ghole
Radhe Radhe Man Bole, Man Mein Amrit Ras Ghole

Bansi Ka Har Raag Hai Tu Hi, Jeevan ka Anurag Hai Tu Hi
Tere Naino Ki Meena Ka, Lekar Mera Mor Mukut
Ye Sang Pavan Ke Dole, Man Mein Amrit Ras Ghole
Radhe Radhe Man Bole, Man Mein Amrit Ras Ghole

Teri Meri Preet Hai Anupam, Jaise Pani Aur Ho Chandan
Tere Rang Mein Mai Pitambar, Ban Jaoon Aur Ye Jeevan Sang Tere Hole
Man mein Amrit Ras Ghole
Radhe Radhe Man Bole, Man Mein Amrit Ras Ghole

Jeevan Mein Phir Kya Baadha Hai, Sang Jo Mere Tu Radha Hai
Nirdhan Ka Tu Dhan Hai Radha, Prem Ke Is Anmol Ratan Ko Kaun Tula Mein Tole
Man Mein Amrit Ras Ghole
Radhe Radhe Man Bole, Man Mein Amrit Ras Ghole

Aba Saumpa Diya

Aba saump diya ees jeevanka,
sab bhar tumhare hatho may (2)

Hay jeet tumhare hatho me,
aur har tumhare hatho may (2)

Mera nishchaya bas ek yahee,
ek bar tumhein pa jaun may (2)

Arpan kardun duniya bhar ka,
sab pyar tumhare hatho may (2)

Jo jag mein rahun to aise rahun,
jyon jal mein kamal ka ful rahe (2)

Mere sab gundosh samarpit ho,
kartar tumhare hatho may,
bhagvan tumhare hatho may

Yadi manav ka muje janma mile,
to tav charno ka pujari banu (2)

Is pujak ki ek ek rag ka,
ho tar tumhare hatho may (2)

Jab jab sansar ka kaidi banu,
nishkam bhavase karma karun (2)

Fir ant samaymen pran tajun,
nirakar tumhare hatho may,
sakar tumhare hatho may

Mujamen tujamen bus bhed yahi,
mein nar hun tum narayan ho (2)

Mein hun sansar ke hathomen,
sansar tumhare hatho may (2)

Aba saump diya ees jivanka,
sab bhar tumhare hatho may (2)

Hai jeet tumhare hatho may,
aur har tumhare hatho may (2)

Gunpati Daata

Moodhmahelma vase Ganesha (2)
He ji Guru gam se gam pata
Gunpati Daata, Daata mere daata
Tame bhango mara daldani bhrata
Tame kholo mara rudiyana tala
Gunpati Daata…
Tame bhango mara…

Rumzoom nepur baje (2)
Gunpati madhur si chal chalnta
Gunpati Daata…
Tame bhango mara…

Dhoopdipne karo arti (2)
Gugadna dhoop hota
Gunpati Daata…
Tame bhango mara…

Khir khandne amrit bhojan
Gunpati lagu pata
Gunpati Daata…
Tame bhango mara…

Toralpuri Rukhdiyo bolya
Ava marjiva moju pata
Gunpati Daata…
Tame bhango mara…

Jaya Radha

Jaya Radha Jaya Radha
Jai Govinda Jai Gopala
Jaya Radhe Jaya Radhe
Mukunda madava hare murare

Jaya Radha Jai Madava
Jai Govinda Jai Gopala
Jai shri radhe Jai shri radhe
hare krishna hare hare

Jaya Radha Jai Madava
Jai Govinda Jai Gopala
Jaya Radhe Jaya Radhe
hare krishna hare hare

Jaya Radha Jaya Radha
Jai Govinda Jai Gopala
Jaya Radhe Radhe Radhe
hare krishna hare hare

Jaya Radha Jai Madava
Jai Govinda Jai Gopala
Jaya Radhe Jaya Radhe
hare krishna hare hare

Jaya Radha Jaya Radha
Jaya Radha Jaya Radha
Jaya Radha Jaya Radha
Jaya Radha Radha Radha

Jaya Radha Jaya Radha
Jai Govinda Jai Gopala
Jaya Radhe Jaya Radhe
Mukunda madava hare murare

Radheeeeee Radhaaaaa
Govindaaaa Gopalaaaaa
Govindaaaa

Jaya Radha Jai Madava
Jai Govinda Jai Gopala
Jaya Radhe Jaya Radhe
hare krishna hare hare
6x

Vanamali Radha Ramana

Vanamali Radha Ramana Giridhari Govinda
Neela Megha Sundara Naryana Govinda
Bhakta rupaya mandara banu koti sundara
Nanda Nanda Gopa Vrinda Naryana Govinda

Jis Desh Mein

Jis desh mein, jis bhesh mein, Jis haal mein raho
radha raman, radha raman, raman kaho

Jis maan mein, samman mein, apmaan mein raho
Radha raman, radha raman, radha raman Lagos

Jis kaam mein, jis dhaam mein, Jis gao mein raho
Radha raman, radha raman, radha raman kaho

Jis rang mein, jis sang mein, jis dhang mein raho
Radha raman, radha raman, radha raman kaho

Jis yog mein, jis rog mein, jis bhog mein raho
Radha raman, radha raman, radha raman Lagos

Jis desh mein, jis bhesh mein, jis haal mein raho
Radha raman, radha raman, radha raman kaho

Radhika Gori Se Biraj Ki Chhori Se

Radhika gori se, Biraj ki chhori se
Maiya karade mero byah
Umar teri chhoti hai, nazar teri khoti hai
Kaise karadu tero byah

Jo nahi byah karaye, teri gaiya nahi charau
Aaj ki baad meri maiya, teri dehali par na aau
Aayega, re mazza, re mazza, ab jeet haar ka
Radhika gori se, Biraj ki chhori se
Maiya karade mero byah
Umar teri chhoti hai, nazar teri khoti hai
Kaise karadu tero byah

Chandan ki chowki par, maiya tujhko bithaun
Aapni radha se me, charan tere dabwaaun
Bojan mai, banwaunga, banwaunga, chapaan prakar ke
Radhika gori se, Biraj ki chhori se
Maiya karade mero byah
Umar teri chhoti hai, nazar teri khoti hai
Kaise karadu tero byah

Chhoti si dulhaniya, jab angana me dolegi
Tere samne maiya, wo ghunghat na kholegi
Daau se, ja kaho, ja kaho, bethenge dawar pe
Radhika gori se, Biraj ki chhori se
Maiya karade mero byah
Umar teri chhoti hai, nazar teri khoti hai
Kaise karadu tero byah

Sun baate kanha ki, maiya bethi muskayen
Leke balaiyan maiya, hiwade se apne lagaaye
Nazar kahi, lag jaye na, lag jaye na, mere lal ko
Radhika gori se, Biraj ki chhori se
Maiya karade mero byah
Umar teri chhoti hai, nazar teri khoti hai
Kaise karadu tero byah

Radhika gori se, Biraj ki chhori se
kanha karadu tero biyah

Radhe rani ki jai maharani jai
Ho bolo barsane waali ki jai jai jai
Radhe rani ki jai maharani jai
Ho vras bhanu dulari ki jai jai jai
Radhe rani ki jai maharani kibyah

Kevalashtakam

madhuraḿ madhurebhyo ‘pi
mańgalebhyo ‘pi mańgalam
pāvanaḿ pāvanebhyo ‘pi
harer nāmaiva kevalam

ābrahmā-stamba-paryantaḿ
sarvaḿ māyā-mayaḿ jagat
satyaḿ satyaḿ punaḥ satyaḿ
harer nāmaiva kevalam

sa guruḥ sa pitā cāpi
sā mātā bandhavo ‘pi saḥ
śikṣayec cet sadā smartuḿ
harer nāmaiva kevalam

niḥśvāse nāhi viśvāsaḥ
kadā ruddho bhaviṣyati
kīrtanīya mato bālyād
harer nāmaiva kevalam

hariḥ sadā vaset tatra
yatra bhāgavatā janāḥ
gāyanti bhakti-bhāvena
harer nāmaiva kevalam

aho duḥkhaḿ mahā-duḥkhaḿ
duḥkhād duḥkhataraḿ yataḥ
kācārthaḿ vismṛtam ratna-
harer nāmaiva kevalam

dīyatāḿ dīyatāḿ karṇo
nīyatāḿ nīyatāḿ vacaḥ
gīyatāḿ gīyatāḿ nityaḿ
harer nāmaiva kevalam

tṛṇī-kṛtya jagat sarvaḿ
rājate sakalopari
cid-ānanda-mayaḿ śuddhaḿ
harer-nāmaiva kevalam

Patham Pahela

pratham pahela samariyere swami tamane sundala
ridhi sidhi na data ho devta (2)
maher karo ne maharaj re ho ji

mata re kahiye jena parvati re swami tamane sundhala
pitaji sankar dev ho devta (2)
maher karo ne maharaj re ho ji

kane te kundal jalhade re swami tamane sundhala
gala ma motida ni maal ho devata (2)
maher karo ne maharaj re ho ji

tel sindur ni seva chadhe re swami tamane sundhala
gala ma phulda no har ho devta (2)
maher karo ne maharaj re ho ji

panch ladoo tare paaye dharure swami tamane sundhala
nami nami ne lagu paay ho devta (2)
maher karo ne maharaj re ho ji

rav taran ni vinanti re swami tamane sundhala
bhaktone karjo sahay ho devta (2)
maher karo ne maharaj re ho ji

Guruji Na Naam Ni Ho

Guruji na naam ni ho, mala che dokma (x2)
Narayan naam ni ho, mala che dokma (x2)

Juthu bolay nahi, khotu levay nahi (x2)
Aawdu chalai nahi ho, mala che dokma
Guruji na naam ni ho, mala che dokma

Khrodh kadi thay nahi, parne ninday nahi (x2)
Koi ne dubhvay nahi ho, mala che dokma
Guruji na naam ni ho, mala che dokma

Peme pidaay nahi, hu pad dhray nahi (x2)
Paap ne posai nahi ho, mala che dokma
Guruji na naam ni ho, mala che dokma

Sukhma chhalkay nahi, dukhma raday nahi (x2)
Bhakti bhoolay nahi ho, mala che dokma
Guruji na naam ni ho, mala che dokma

Dhan sanghray nahi, ekla khavay nahi (x2)
Bhed rakhay nahi ho, mala che dokma
Guruji na naam ni ho, mala che dokma

Bolyu badlay nahi, tekne tajay nahi (x2)
Kanthi lajvay nahi ho, mala che dokma
Guruji na naam ni ho, mala che dokma

Harihar Nand kahe satya chookay nahi (x2)
Narayan bhulay nahi hc, mala che dokma
Guruji na naam ni ho, mala che dokma

Mā Bāpa Nē Bhūlaśō Nahi

Bhūlō bhalē bījuṁ badhuṁ, mā bāpanē bhūlaśō nahi
agaṇita chē upakāra ēnā, ē kadī visaraśō nahi

paththara pūjyā pr̥thvī taṇā, tyārē dīṭhuṁ tama mukhaḍuṁ
ē punita jananāṁ kāḷajāṁ, paththara banī chundaśō nahi

kāḍhī mukhēthī kōḷīyā, mhōmmāṁ da’ī mōṭā karyā
amr̥ta taṇāṁ dēnāra sāmē, jhēra ugaḷaśō nahi

lākhō laḍāvyāṁ lāḍa tamanē, kōḍa sau purā karyā
ē kōḍanā puranāranā, kōḍanē bhūlaśō nahi

lākhō kamātā hō bhalē, mā bāpa jēthī nā ṭharyā
ē lākha nahiṁ paṇa rākha chē, ē mānavuṁ bhūlaśō nahi

santānathī sēvā cāhō, santāna chō sēvā karō
jēvuṁ karō tēvuṁ bharō, ē bhāvanā bhūlaśō nahi

bhīnē sū’ī pōtē anē, sukē suvaḍāvyā āpanē
ē amīmaya āṅkhanē, bhūlīnē bhīn̄javaśō nahi

puṣpō bichāvyāṁ prēmathī, jēṇē tamārā rāha para
ē rāhabaranā rāha para, kaṇṭaka kadī banaśō nahi

dhana kharacatāṁ maḷaśē badhuṁ, mātā pitā maḷaśē nahi
pala pala punita ē caraṇanī, cāhanā bhūlaśō nahi

Anjali Geet

He naath jodi haath paye premthi sau mangiye
Sharanu male sachu tamaru ae rudaythi mangiye
Je jiv avyo aap pase charanma apnavjo
Parmatma ae atmane shanti sachi aapjo

Vadi karmana yoge kari je kudma ae avtare
Tyan poorna preme O prabhuji apni bhakti kare
Lakh chorasi bandhanone lakshma lai kapjo
Parmatma ae atmane shanti sachi aapjo

Susampati suvichar sat karmano daee vaarso
Janamo janam sat sangthi kirtar par utarjo
Aa lokne parlokma tav prem rag rag vyapjo
Parmatma ae atmane shanti sachi aapjo

Male moksh ke sukh swargna asha ure evi nathi
Diyo deh durlabh manvino bhajan karva bhavthi
Sachu batavi roop Shree Ranchhod rudye sthapjo
Parmatma ae atmane shanti sachi aapjo

Aarti Kunj Bihari Ki

Aarti Kunj Bihari Hi
Gale Mein Baijanti Mala, Bajave Murali Madhur Bala।
Shravan Mein Kundal Jhalakala, Nand Ke Anand Nandlala।
Gagan Sam Ang Kanti Kali, Radhika Chamak Rahi Aali।
Latan Mein Thadhe Banamali;Bhramar Si Alak, Kasturi Tilak, Chandra Si Jhalak;
Lalit Chavi Shyama Pyari Ki॥ Shri Girdhar Krishna Murari Ki॥ Aarti Kunj Bihari Ki
Shri Girdhar Krishna Murari Ki॥ x2

Kanakmay Mor Mukut Bilse, Devata Darsan Ko Tarse।
Gagan So Suman Raasi Barse;Baje Murchang, Madhur Mridang, Gwaalin Sang;
Atual Rati Gop Kumaari Ki॥ Shri Girdhar Krishna Murari Ki॥ Aarti Kunj Bihari Ki
Shri Girdhar Krishna Murari Ki॥ x2

Jahaan Te Pragat Bhayi Ganga, Kalush Kali Haarini Shri Ganga।
Smaran Te Hot Moh Bhanga;Basi Shiv Shish, Jataa Ke Beech, Harei Agh Keech;
Charan Chhavi Shri Banvaari Ki॥ Shri Girdhar Krishna Murari Ki॥ Aarti Kunj Bihari Ki
Shri Girdhar Krishna Murari Ki॥ x2

Chamakati Ujjawal Tat Renu, Baj Rahi Vrindavan Benu।
Chahu Disi Gopi Gwaal Dhenu; Hansat Mridu Mand, Chandani Chandra, Katat Bhav Phand; Ter Sun Deen Bhikhaaree Ki॥ Shri Girdhar Krishna Murari Ki॥
Aarti Kunj Bihari Ki Shri Girdhar Krishna Murari Ki॥ x2

Aarti Kunj Bihari Ki, Shri Girdhar Krishna Murari Ki॥
Aarti Kunj Bihari Ki, Shri Girdhar Krishna Murari Ki॥

Maine Ratna Lagai Re

Maine Ratna Lagai Re Radha Tere Naam Ki
Radha Tere Naam Ki Kishori Tere Naam Ki
Maine Ratna Lagai Re Radha Tere Naam Ki

Meri Alkan Me Radha Meri Palkan Me Radha
Maine Mang Bharayi Re Radha Tere Naam Ki
Maine Ratna Lagai Re Radha Tere Naam Ki

Mere Nainan Me Radha Mere Vainan Me Radha
Maine Nathli Sajayi Re Radha Tere Naam Ki
Maine Ratna Lagayi Re Radha Tere Naam Ki

Meri Chunari Me Radha Meri Dulri Me Radha
Maine Veni Gunthayi Re Radha Tere Naam ki
Maine Ratna Lagai Re Radha Tere Naam Ki

Mere Ang Ang Me Radha Mere Sang Sang Me Radha
Shyam Bansi Bajayi Re Radha Tere Naam Ki
Radha Tere Naam Ki Kishori Tere Naam KI
Maine Ratna Lagai Re Radha Tere Naam Ki

Karke Isharo Bulaye Gayi Re

Karke isharo bulay gayi re bulay gayi re barsane ki chhori
Radha gori gori…… Radha gori gori…..

Jo Kanha mero gaanv na jano
Jo Kanha mero gaanv na jano
Uncho Barsano batay gayi re batay gayi re barsane ki chhori
Radha gori gori….. Radha gori gori…..
Karke isharo bulay gayi re bulay gayi re barsane ki chhori
Radha gori gori…… Radha gori gori…..

Jo Kanha mero ghar nahi jano
Jo Kanha mero ghar nahi jano
Unchi Haveli batay gayi re batay gayi re barsane ki chhori
Radha gori gori…. Radha gori gori…..
Karke isharo bulay gayi re bulay gayi re barsane ki chhori
Radha gori gori…… Radha gori gori…..

Mere Angna me Tulsi ko birwa
Mere Angna me Tulsi ko birwa
Tulsi ko birwa batay gayi re batay gayi re barsane ki chhori
Radha gori gori….. Radha gori gori…..
Karke isharo bulay gayi re bulay gayi re barsane ki chhori
Radha gori gori…… Radha gori gori…..

Jo Kanha mero naam na jano
Jo Kanha mero naam na jano
Radha Rangeeli batay gayi re batay gayi re barsane ki chhori
Radha gori gori…. Radha gori gori……
Karke isharo bulay gayi re bulay gayi re barsane ki chhori
Radha gori gori…… Radha gori gori…..

Sab sakhiyan me Radha ju pyari
Sab sakhiyan me Radha ju pyari
Mohan ke man ko bhay gayi re bhay gayi re barsane ki chhori
Radha gori gori….. Radha gori gori……
Karke isharo bulay gayi re bulay gayi re barsane ki chhori
Radha gori gori…… Radha gori gori…..

Dena Ho To Dijiye

Mere sir pe rakh de Thakur apne ye dono hath
Dena ho to dijiye janam janam ka sath

Jhulas rahe hai gam ki dhoop me, Pyar ki chhaya kar dena
Bin kanha ke naav chale naa, Tu patwar pakad lena
Mera rasta roshan kar de, Chhayi andhiyari raat
Dena ho to dijiye , Janam janam ka sath

Isi janam me sewa de kar, Bahut bada ehsaan kiya
Tu hi Govinda tu hi Gopala, Mene tujhe pehchan liya
Tera sath rahe janmo tak, Bas rakh le itni baat
Dena ho to dijiye, Janam janam ka sath

Suna hai humne sharnagat ko, Apne gale lagate ho
Aisa humne kya manga, Jo dene me sharmate ho
Chahe sukh me rakh ya dukh me, Bas hoti rahe mulakaat
Dena ho to dijiye, Janam janam ka sath

Mere sir pe rakh de Thakur, Apne ye dono hath
Dena ho to dijiye, Janam janam ka sath