Zu Zu Zu Zu
Zu zu zu zu zu zu x2
Yashoda ka nandlala, Brij ka ujala hain
Mere lal se to Sara, jag jhil milaye
Zu zu zu zu zu zu x2
Rat thandi thandi Hawa, ga ke sualaye
Bhor gulabi palke, Jhoom ke jagaye
Yashoda ka nandlala, Brij ka ujala hain
Mere lal se to Sara, jag jhil milaye
Zu zu zu zu zu zu x2
Sote sote gehari neend Mein munna kyu muskaye
Puchho mujhse main Janu isko kya sapna aaye
Jug jug se ye lal hai apna Har pal dekhe bas yahi sapna
Zu zu zu zu zu zu x2
Jab bhi janam le Meri god mein aaye
Mere lal se to Sara jag jhil milaye
Yashoda ka nandlala, Brij ka ujala hain
Mere lal se to Sara, jag jhil milaye
Zu zu zu zu zu zu x2
Meri ungali tham ke Ye jab ghar aangan mein dole
Mere man mein soyi Soyi mamta aankhe khole
Chupke chupke mujhko take Jaise ye mere man mein jhanke
Zu zu zu zu zu zu x2
Chehare se aankhe Nahin hatti hataye
Mere lal se to Sara jag jhil milaye
Rat thandi thandi Hawa ga ke sualaye
Bhor gulabi palke Jhoom ke jagaye
Yashoda ka nandlala Brij ka ujala hain
Mere lal se to Sara jag jhil milaye
Zu zu zu zu zu zu x2