Mohe Laagi Lagan Guru

Mohe Laagi lagan guru charanam ki,
Mohe Laagi lagan guru charanam ki …..

Charan bina mujhe Kuch nahi bhaaye,
jhuthee maayaa sab swapanan ki ………

Bhow Saagar sab sukha gayaa hai,
Phirat nahee mujhe taranan kee …..

Mira Ke Prabhu giridhar naagar,
Ulat bhaye more nayanan kee ….