Mera Jivan Teri Sharan

Mera jeevan teri sharan
Sare raag virag huye ab
Moh sare tyaag huye ab
Ek yahi mera bandhan
Mera jeevan teri sharan

Avirat raha bhatakta ab tak
Bhatku main aur abhi kab tak

Avirat raha bhatakta ab tak
Bhatku main aur abhi kab tak
Palu kewal tujko hi maa
Paa lu kewal tujko hi maa
Ek yeha hai meri lagan

Mera jivan teri sharan

Tere charano par hun arpan
Mere jeevan ke guna awagun
Tere charano par hun arpan
Mere jeevan ke guna awagun
Sari vyathaye dur karo maa
Ho kushimit mera bandhan

Mera jivan teri sharan
Sare raag virag huye ab
Moh sare tyaag huye ab
Ek yahi mera bandhan
Mera jeevan teri sharan

Jai jai maa jai maa jai jai maa