Govind Jai Jai, Gopal Jai Jai

Govind jai jai, gopal jai jai
radha raman hari govind jai jai

brahma ki jai jai, vishnu ki jai jai
uma pati shiv shankar ki jai jai

radha ki jai jai, rukmini ki jai jai
mor mukut bansi wale ki jai jai

ganga ki jai jai, yamuna ki jai
saraswati triveni ki jai jai

ram ji ki jai jai, shyam ji ki jai jai
dashrath kunwar charon bhaiyon ki jai jai

krishna ki jai jai, laxmi ki jai jai
krishna baldev dono bhaiyon ki jai jai