Usse Hardam Anand Hi Anand Hai

Prabhu pyaare se jiska samandh hai,
Usse hardam anand anand hai
Jhooti mamta se karke kinara,
leke sache pita ka sahara
jo uski raza me razamand hai
usse hardam anand hi anand hai
Prabhu pyaare se jiska samandh hai,
Usse hardam anand anand hai