Sur Ki Devi Saraswati Maa

Sur ke devi Saraswati maa, Sur ka gyan sikade maa (3)
Hai andhiyara is hridai me, ((Sur ka deep jalade maa))

Reet na jaanu, geet na jaanu, preetu mai jaanu charano ke (3)
Gyan nahi agyani hu mai, sachiraag dikade maa
Hai andhiyara is hridai me…

Saas tumhi, awaaz tumhi ho, laaj tumhi bas rakh le naa (3)
Tere charan sharan aaya hu, pag ki dhool banade maa
Hai andhiyara is hridai me…

Pujan archan, vandan sab kuch, shabda suman arpan mata (2)
Prema akela beta tumhi, kar varada hast sweekaro maa
Hai andhiyara is hridai me…