Rahe Mere Mukh

Rahe mere mukh mein sada tera naam
oh radha ke shyam oh meera ke shyam

Koi duniya ki taakat juda na kare
Mile jo mujhe radha radha kare
Mujhe to hai pyara prabhu tera naam
Oh radha ke shyam ...

Charnon mein apni bula hi liya
mujhe apna tune bana hi liya
kahe tumko sab hi yasoda ke laal

Chahe koi bhi mujhko deewani kahe
deewani kahe mastani kahe
mujhe to hai pyara prabhu tera naam