Govinda Aala Re, Aala

Govinda aala re, aala, zara matki sambhaal brij baala
aray ek do teen char, sang paanchh chhe saath he gwala
Govinda aala re, aala, zara matki sambhaal brij baala

O aai makhan ke choro ki sena, O zara bachke sambhal ke ji rehna
Badi natkhat hai fauj kahin aayi jo mauj
Nahi bachane kaa, nahi bachane kaa koi bhi taala taalaa..
Govinda aala re, aala, zara matki sambhaal brij baala

O kaise nikli hai jumke ye tolli, aaj khelengi dudh se ye holi
bhige kitna bhi aang thandi ho na umang
Paade inse, paade inse kisi ka na paala paala
Govinda aala re, aala, zara matki sambhaal brij baala