Bajrangi Tuje Mana Liya.....

Bajrangi tuje mana liya, sindoor laga laga ke 2

Shreeram ne tuje manaya, Laxman ne tuje manaya...2
Sita ne tuje mana liya Lankapuri jalake...

Bajrangi tuje mana liya, sindoor laga laga ke 2

Brahma ne tuje manaya, Vishnu ne tuje manaya....2
Shankar ne tuje mana liya damroo baja baja ke....

Bajrangi tuje mana liya, sindoor laga laga ke 2

Devo ne tuje manaya, danav ne tuje manaya...2
Bhakto ne tuje mana liya Tali baja baja ke...

Bajrangi tuje mana liya, sindoor laga laga ke 2.......