Sharan Mein Aaye Hain Hum Tumhare

playlist_add Add to Slideshow
A-A+
Sharan mein aaye hain hum tumhare daya karo he dayalu bhagwan banao bigadi dasha humari daya karo hey dayalu bhagwan Sharan mein aaye hain hum tumhare daya karo he dayalu bhagwan na hum me gun hai, na humme shakti Na hum me saadhan, na hum me bhakti tumhare charno ke hum poojari Sharan mein aaye hain hum tumhare daya karo he dayalu bhagwan pradan kar do tum apni bhakti tumhare dar ke hain hum bhikhari daya karo hey dayalu bhagwan Sharan mein aaye hain hum tumhare daya karo he dayalu bhagwan Bhale jo hai hum to bhi tumhare bure jo hai hum to bhi tumhare bana do bigdi dasah hamari Daya Karo hey Dayalu bhagwan Hame to bas tek naam ki hai pookar ye bhagwan naam ki hai Tere dware ke hai hum bhikhari Daya karo hey Dayalu bhagavan